Breaking News
Home / Dessert Recipes / Rasmalai Recipe
rasmalai recipe in urdu

Rasmalai Recipe

Rasmalai Recipe in Urdu

Rasmalai Recipe

 

Ajzaa:

Khushk Doodh: Ek cup

Anda: Ek adad

Oil: 3 khaney ke chamach

Baking powder: Ek chothai chaye ka chamach

Doodh: Ek litre

Cheeni: Ek cup

Pista, badaam: Hasb-e-zaroorat (sajawat ke liye)

 

Tarkeeb:

Khush doodh, anda, baking powder or oil ko ek bare peyaley ma daal kar achi tarah mix karen. Jab ameza achi tarah yak jan ho jaye to is ki balls bane len. Ab ek pateeli ma doodh ubaal len or is main cheeni bi shamil kar den. Doodh ko 10 se 15 minute tak paka kar qadrey garah kar len. Is ke baad rasmalai ki balls doodh ma shamil kar len or mazeed 5 minute tak pakayen. Mazedar rasmalai recipe tyar hai. Isey peyaley ma nikal kar thanda karen or pista badaam se garnish kar ke pesh karen.

rasmalai recipe

About Rizwan Arshad

Contact on +92-348-8709449 through call or whatsapp for any kind of request or assistance about urdupalace.com

Check Also

gulab jamun recipe

Gulab Jamun recipe

Gulab Jamun Gulab Jamun Recipe   Ajzaa: Khushk doodh: Ek peyali Sooji: Adhi peyali Meda: ...

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *