Breaking News
Home / Urdu Poetry / Best Ghazals

Best Ghazals

Pakistani Ghazal

talash

Pakistani Ghazal Justaju Khoye Huwon Ki Umar Bhar Karte Rahe   Justaju khoye huwon ki umar bhar karte rahe Chand ke hamrah hum har shab safar karte rahe Raston ko ilam tha hum ko na simton ki khabar Shehr-e-na maloom ki chahat magar karte rahe Hum ne khud se bi ...

Read More »

Pakistani Ghazals

muskuratey chehre

Pakistani Ghazals Ye Haseen Muskurate Chehre   Ye haseen Muskurate chehre Gungunate chehre Har pal hanste gatey chehre Apna dukh chupane ki khatir Khush rehne ki koshish karte hain Lakin muskurate muskurate Jab in ki aankhon ma Aansoo aa jate hain To kitni asani se Kehte hain wo Ke ye ...

Read More »

Best Urdu Ghazals

phir-kisi-yaad-ne-raat-bhar

Best Urdu Ghazals Phir Kisi Yaad Ne Hai Raat Bhar Jagaya Mujh Ko   Phir kisi yaad ne hai raat bhar jagaya mujh ko Kya saza di hai mohabbat na khudaya mujh ko Din ko aram ha na raat ko chain kabhi Jane kis khaak se ha qudrat ne banaya ...

Read More »

Ghazal Poem

ghazal poem

Ghazal Poem Chalo Phir Dhoond Lete Hain   Chalo phir dhoond lete hain usi naadan bachpan ko Unhi masoom khushiyon ko unhi rangeen lamhon ko Jahan gham ka pata na tha jahan dukh ki samjh na thi Jahan bas muskurahat thi or baharen hi baharen thi Ke jab sawan barsta ...

Read More »

Such Kaha Tha Us Ne

ghazal in urdu

Ghazal in Urdu Such Kaha Tha Us Ne   Kabhi khamosh betho ge, kabhi kuch gungunao ge Main utna yad aun gi mujhe jitna bhulao ge Koi jab puch bethe ga khamoshi ka sabab tum se Boht samjana chaho ge magar samja na pao ge Kabhi dunya mukammal ban ke ...

Read More »

Uski Yaadon Ma Doob Jati Hun

urdu ghazals

Best Urdu Ghazal Uski Yaadon Ma Doob Jati Hun   Uski yaadon ma doob jati hun Khud ko tanha kabhi jo pati hun Qatra Qatra wajood se le kar Kahwahishon ko lahu pilati hun Log khushiyan talash karte hain Ma to gham bi khareed lati hun Chandni shab ma us ...

Read More »

Kabhi Socha Tum ne

ghazal urdu

Ghazal Urdu Kabhi Socha Tum Ne   Ishq sehra ha ke dareya kabhi socha tum ne Tujh se kya ha mera naata kabhi socha tum ne Han ma tanha hu ye iqrar bi karta hu Magar kis ne kiya ha tanha kabhi socha tum ne Ye alag baat ha ke ...

Read More »

December Ja Rha Hai

ghazal urdu

Urdu Ghazal December Ja Rha Hai   December ja rha hai Or naye sandesay de raha ha Bohat se waadon ke Toot jane ke Kuch naye rishton ke Chahton ma lipti baarishon ke Lakin dehleez per sawali bana Phir naya saal aa mojood ha Kisi karz khawa ki tarah Takazey ...

Read More »