Breaking News
Home / Ahmad Faraz Poetry

Ahmad Faraz Poetry

Faraz Poetry

faraz-ab-koi-soda

Faraz poetry Faraz Ab Koi Soda koi Janoon Bi Nahi   Faraza ab koi soda koi janoon bi nahi Magar qarar se din kat rahe hon yun bi nahi Lab-o-dehan bi mila guftgu ka fun bi mila Magar jo dil pe guzarti ha keh sakun bi nahi Meri zuban ki ...

Read More »

Poetry of Ahmed Faraz

khawab martey nahi

Poetry of Ahmed Faraz Khawab Marte Nahi   Khawab marte nahi Khawab dil ha, na ankhen na saasen ke jo Reza reza huwe to bikhar jayen ge Jisam ki mot se ye bi mar jayen ge Khawab marte nahi Khawab to roshni hain, nawa hain, hawa hain Jo kaley paharon ...

Read More »

Ahmed Faraz Shayari

silsilay tor gya

Ahmed Faraz Shayari Silsilay Tor Gya Wo Sabhi Jatey Jatey   Silsilay tor gya wo sabhi jatey jatey Warna intey to marasam the ke atey jatey Shikwa zulmat-e-shab se to kahen behtar tha Apne hissey ki koi shama jalatey jatey Kitna aasan tha tere hijar ma marna jaanan Phir bi ...

Read More »

Ahmed Faraz Poetry

aankh se door na ho dil se utar jaye ga

Ahmed Faraz Poetry Aankh Se Door Na Ho Dil Se Utar Jaye Ga   Aankh se door na ho dil se utar jaye ga Waqt ka kya ha guzarta ha guzar jaye ga Itna manoos na ho khalwat-e-gham se apni Tu kabhi khud ko bi dekhe ga to dar jaye ...

Read More »

Poetry of Ahmad Faraz

ahmad faraz

Poetry of Ahmad Faraz Gham-e-heyat ka jhagra mana raha ha koi   Gham-e-heyat ka jhagra mita raha ha koi Chale aao ke duniya se ja raha ha koi Koi azal se keh do ke ruk jaye do ghari Suna ha aney ka wada nibha raha hai koi Wo is naaz ...

Read More »