Breaking News
Home / Health Tips (page 3)

Health Tips

Ginger Tea Benefits

benefits of ginger tea

Ginger Tea Benefits Ginger Tea Health Benefits   Adrak Ki Chaye Ke Besh Baha Fawayed Ap ki quwat-e-madafat ko bharati hai. Dard-e-shaqeeqa ma aram deti ha. Zehni or asabi tanao ko door karti ha. Pait ka dard khatam karne ke liye intehai mosar hai. Saans lene ke masayel door karne ...

Read More »

Radish Benefits

radish

Radish Benefits Radish Health Benefits   Mooli (Radish) jisey salaad ka lazmi hisa samja jata hai. Dar asal poday ki jar ha. Is ka zaiqa kuch tez, teekha or mithas liye huwe hota ha. Jab ke is ma ras ki miqdar bi zeyada hoti ha. Ye sabzi surakh, safed, bengni ...

Read More »

Garlic Benefits

garlic health benefits

Garlic Benefits Garlic Health Benefits   Leshan ke fawayed ko dekhte huwe agar ye soney ke bhao bi mile to zaroor khana chahye. Kuch eham garlic benefits darj zail hain: Kaan ma dard ho to thore se karwey tail ma lehsan jala kar neem garam kaan ma dalen to dard ...

Read More »

Banana Benefits

banana health benefits

Banana Benefits Banana Health Benefits   Kela wo phal ha jo ap ko sehat or taqat bakhshne aya ha. Ye ap ke liye ek perfect phal ha jo ap ki zindagi badal skta hai. Be sumar banana benefits hain jo insani sehat ke liye boht ache hain. Kahen bi kisi ...

Read More »

Egg Benefits

egg

Egg Benefits Egg Health Benefits   Anday husan ma izafa karne ke sath sath ghaza ke tor pe bi istemal kiye jate hain. Aam tor per khawateen or bachey andey ke beghair nashta karna pasand nhi karte. Balke bachey to school ma bi apne luch box ma anda or paratha ...

Read More »

Orange Benefits

orange fruit information

Orange Benefits Orange Benefits in Urdu   Malta jo hamare han bakasrat hota ha or isi tanasub se istemal hota hai. Narangi, sangtra, japani phal (persmeen) ke khaandan se taaluq rakhta ha. Ye khandan tarshawa kehlata ha. Tarshawa phalon ka shumar ghazari aitbar se eham phalon ma hota ha ta ...

Read More »

Lemon Benefits

lemon for cough

Lemon Benefits Lemon for Cough   Flu ya gala khrab hone ki soorat ma leemu ka istemal mufeed hai. Leemu ek asa phal ha jo khataas se bharpoor hone ke bawjood apne andar be panah fawayed rakhta hai. Ek tehqeeq ma ye bat samne aye ha ke flu ya gala ...

Read More »

Lower Back Pain

lower back pain treatment

Lower Back Pain Lower Back Pain Treatment Aj kal back pain ki problem boht aam hai. Boht sari khawateen or mard asey hain jo is masley se dochar rehte hain. Wo is dard se jald nijat haasil nhi kar patey kyun ke un ko koi acha sa ilaj pta nhi ...

Read More »

Onion Benefits

onion-health-benefits-in-urdu

Onion Benefits Onion Health Benefits Peyaz ek asi sabzi ha jis ke beghair khana na mukammal hota hai. Peyaz chahe salaad ke tor per khayen ya phir salan ma dalen is ka zaiqa munfrid or laziz hota hai. Mahreen ne is ka istemal sehat ke liye intehai mufeed qarar diya ...

Read More »

Aloe Vera Benefits

benefits of aloe vera

Benefits of Aloe Vera Aloe Vera Benefits   Aloe vera, ghekwaar ya kanwar gandal ek asa poda hai jo apne andar be shumar tibbi fawayed ka khazana liye huwe hai. Europe ma ki jane wali tehqeeq ke mutabik is ke godey Aloin ma boht se tibbi khawaas paye jate hain ...

Read More »