Breaking News
Home / Health Tips / Onion Benefits
onion-health-benefits-in-urdu

Onion Benefits

Onion Benefits

Onion Health Benefits

Peyaz ek asi sabzi ha jis ke beghair khana na mukammal hota hai. Peyaz chahe salaad ke tor per khayen ya phir salan ma dalen is ka zaiqa munfrid or laziz hota hai. Mahreen ne is ka istemal sehat ke liye intehai mufeed qarar diya hai. Onion benefits boht zeyada hain. Is ma salfaid ki wafar miqdar hone ke bais ye khoon ko patla rakhta hai. Peyaz khaney se blood pressure control ma rehta hai. Is ke matwatar istemal se cholestrol control ma rehta hai. Ye dil ki bimariyon se bachata ha. Is ki badolat cancer jesi mozi marz se bacha ja skta hai. Ye phephron ke nazaam ko behtreen tarikey se kaam karne ma madad karte hain. Dama ke marz ma mubtala afraad kachi peyaz khaney se pur sakoon ho jate hain. Ye kai mosmi infections se bi bachata ha. Peyaz ko apni roz marra khoorak ka hisa banane se diabetes hone ke imkanat bi kam ho jate hain.

onion benefits

About Rizwan Arshad

Contact on +92-348-8709449 through call or whatsapp for any kind of request or assistance about urdupalace.com

Check Also

sugar ka ilaj

Shugar Ka Ilaj

Sugar Ka Ilaj Ajza: Lehsan desi chila hua: Adha chatank Adrak desi sabz: Ek chatank ...

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *