Breaking News
Home / Health Tips / Garlic Benefits
garlic health benefits

Garlic Benefits

Garlic Benefits

Garlic Health Benefits

 

Leshan ke fawayed ko dekhte huwe agar ye soney ke bhao bi mile to zaroor khana chahye. Kuch eham garlic benefits darj zail hain:

  1. Kaan ma dard ho to thore se karwey tail ma lehsan jala kar neem garam kaan ma dalen to dard ko aram aa jata hai. Agar phinsi ho to wo bi phat jati hai.
  2. Lehsan khoon ko saaf karta or jaraseem ko blok karta ha.
  3. Jin ka haazma khrab ho to wo lehsan ki chatni bana kar khayen. Is se meda thek ho jata hai.
  4. Lehsan ke istemal se nasen phel jati hain. Is se blood pressure khud hi kam ho jata ha.
  5. Leshan beemraion se bachata ha. Khoon ke dabao ko kam rakhta ha. Subah nehar mu ek do joye kacha lehsan khate rehne se dil ka marz nhi hota.
  6. Ye shareyano ke nuks ko kam karne ma madad deta ha.
  7. Is ma bohat kam castor oil paya jata hai.
  8. Ye nazla zukam ko rokne ma madad deta hai.
  9. Ye T.B. ki treatment ma bi madad deta ha.
  10. Ye zakhmon ke bharne ma madad karta ha.
  11. Ye jismani kamzori ko door karta ha.
  12. Ye har tarah ke cancer se banne wale cells ko rokta hai.
  13. Ye hazam karne ke nizam ko behtar karta ha.
  14. Lehsan infections ko rokta ha.
  15. Ye jisam ma peda hone wali giltiyon ko khatam karta hai.
  16. Lehsan galey ke infection ko door karta ha.
  17. Is ke istemal se danton ke dard ka khatma ho jata ha.
  18. Ye daano ko kam karta hai.
  19. Ye jild ki beemariyon ko door karta hai.
  20. Isey adrak ke sath milya jaye to damey ki rok tham ma madad karta ha.
  21. Lehsan bhoorapey ke asraat ko kam karta hai.

garlic benefits

About Rizwan Arshad

Contact on +92-348-8709449 through call or whatsapp for any kind of request or assistance about urdupalace.com

Check Also

sugar ka ilaj

Shugar Ka Ilaj

Sugar Ka Ilaj Ajza: Lehsan desi chila hua: Adha chatank Adrak desi sabz: Ek chatank ...

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *