Breaking News
Home / Urdu Poetry / Best Ghazals / Pakistani Ghazal
talash

Pakistani Ghazal

Pakistani Ghazal

Justaju Khoye Huwon Ki Umar Bhar Karte Rahe

 

Justaju khoye huwon ki umar bhar karte rahe

Chand ke hamrah hum har shab safar karte rahe

Raston ko ilam tha hum ko na simton ki khabar

Shehr-e-na maloom ki chahat magar karte rahe

Hum ne khud se bi chupaya or sare shehar se

Tere jane ki khabar dewar-e-dar karte rahe

Wo na aye ga hamen malum tha is sham bi

Intezar us ka magar kuch soch kar karte rahe

Aj aye ha hamen bi un uranon ka khayal

Jin ko tere zam ma be bal-o-par karte rahe

(Pakistani Ghazal)

 

pakistani ghazal

About Rizwan Arshad

Contact on +92-348-8709449 through call or whatsapp for any kind of request or assistance about urdupalace.com

Check Also

ghazal in urdu

Such Kaha Tha Us Ne

Ghazal in Urdu Such Kaha Tha Us Ne   Kabhi khamosh betho ge, kabhi kuch ...

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *