Breaking News
Home / Urdu Poetry / Best Ghazals / Ghazal Poem
ghazal poem

Ghazal Poem

Ghazal Poem

Chalo Phir Dhoond Lete Hain

 

Chalo phir dhoond lete hain usi naadan bachpan ko

Unhi masoom khushiyon ko unhi rangeen lamhon ko

Jahan gham ka pata na tha jahan dukh ki samjh na thi

Jahan bas muskurahat thi or baharen hi baharen thi

Ke jab sawan barsta tha to us kaghaz ki kashti ko

Banana or phir dabo dena bohat acha sa lagta tha

Or is dunya ka har chehra bohat sacha sa lagta tha

Chalo phir dhoond lete hain usi naadan bachpan ko

Unhi masoom khushiyon ko unhi rangeen lamhon ko

(Ghazal Poem)

 

chalo phir dhoond lete hain usi naadan bachpan ko

 

About Rizwan Arshad

Contact on +92-348-8709449 through call or whatsapp for any kind of request or assistance about urdupalace.com

Check Also

ghazal in urdu

Such Kaha Tha Us Ne

Ghazal in Urdu Such Kaha Tha Us Ne   Kabhi khamosh betho ge, kabhi kuch ...

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *