Breaking News
Home / Health Tips / Guava Benefits
guava health benefits

Guava Benefits

Guava Benefits

Guava Health Benefits

 

Amrood ek mashhoor aam phal ha jo baksrat khaya jata hai. Ye do kisam ka hota ek andar se safed or dusra andar se surakh. Surakh amrood zeyada acha hota hai. Kachey amrood ka salan banate hain. Pakey amrood ka dahi ma raita lazeez hota hai. Is darakht ki chaal ma 25 feesad tonia acid paya jata hai.

Jin logon ko garmiyon ma nakseer ka aarza ho ya wo orten jin ko haiz ki baqaidgi ki shikayat ho un ko chahye ke wo amrood ka istemal zaroor kiya karen. Kyun ke in har do amraz ma ye na sirf lajawab ghaza ha balke dawai ke tor per bi apne muqam ma sani nhi rakhta or shandar nataij samne ate hain.

Bawaseer khooni ma bi ye akseer ka darja rakhta hai. Is se mason ki jalan bi jati rehti hai. Bawaseer ma qabz ko door karna boht zaroori hota hai or amrood ma qabz door karne ki boht salahiat pai jati hai. Ye sab behtreen guava benefits ma shamil hain.

 

Guava Benefits in Urdu

 

guava benefits

 

 

About Rizwan Arshad

Contact on +92-348-8709449 through call or whatsapp for any kind of request or assistance about urdupalace.com

Check Also

sugar ka ilaj

Shugar Ka Ilaj

Sugar Ka Ilaj Ajza: Lehsan desi chila hua: Adha chatank Adrak desi sabz: Ek chatank ...

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *