Ashiyana
By Manzar Imam
Aba Aba . . . . . . wo kon hai ? bête ne bap ki tawaja aik admi ki taraf dilai jo aik darakhat k tane se lipat kar roy jar aha tha . or kouch loog use dekh rahe thay . beta wo hitlar ka damaad hai . baap ne sargoshi mein bataya . nahi Aba . beta machlne laga . ye kaise ho sakta hai . hitlar ki beti to main hoon . mera to koi shohar bhi nahi hai . Abe aik shohar tha . lekin teri pedaish se pehle mar gaya tha . baap ne bataya .phir to main bewa hoi na Aba [urdu story]. han baap ne garden hilai . tu bewa . tera baap bewa . tera pura khandaan bewa bas bakwaas band karo or mujhe sochne do .tum keya soch rahe ho Aba . main ye soch raha hoon k Sikandar-e-Azam ne Mughl-e-Azmam dekhi thi ya nahi ya nahi dekhi thi .
Dekhi thi Aba .
Abe tujh kaise maloom ?
Aba tum ko yaad ho ga jab ise dafnaya gaya to is k dono haath qabar se bahar thay . aik haath ki muthi mein cinema hall ka ticket daba howa tha . wo Mughl-e-Azmam ka ticket tha .
Beta tu kab se itna aqalmand ho gaya . baap ne peyar se poucha .
Jab se mera shohar mara hai main bohat aqal mand ho gaya hoon [urdu kahani] .bete ne kaha .
Is ka matlab hai k samjhdar hone k liye shohar ki moot zaroori hai . baap ne sochte hoe garden hilai . hn Aba lagta to esa hi hai .
Chal kahi beth kar is masle par sochte hain .main to pichle 15 saal se is jagah khare khare thak gaya hoon .dono baap bête aik dusre ka haath thame aik taraf chal diye ……………………..
Ashiyana mazeed parhne ya download karne ke liye neeche click karen.
Click here to read or download ashiyana