Natural Beauty Tips
Natural Beauty Tips in Urdu
- Shehad ka shumar behtreen qudarti moisturizer ma hota ha. Jild per is ki malish karne se jild mulaim or chikni ho jati ha or is ma resham jesi chamak aa jati hai. Chikni jild ke liye anda phent kar is ma shehad mila kar istemal karen. Agar jild khush ho to thori doodh ki baalai shehad ma mila kar istemal karen [natural beauty tips].
- Lemon ek behtreen qudarti cleanser ha jo jild ma mojood tezabiat ko nuksan pohncahye beghiar saaf kar deta ha or jild ko sukerr kar sakht bana deta hai [natural beauty tips in urdu]. Rozana neem garam pani ma ek leemu nichor kar peene se motapa kam karne ma madad milti ha or jild bi fresh rehti hai.
- Baal had se zeyada jhar rahe hon ya qabal az wakt safed ho rahe hon to methi ke kuch beej raat bhar bhigo den. Subha is ka laip bana kar sir per lagayen. Kuch minute bad saada pani se dho dalen. Is se baal mazboot, kaaley or chamak dar hon ge.
- Dhoop se peda hone wale daagh dhabbon ke liye dahi behteen cheez ha. Ekk chaye ka chamcha dahi le kar is ma ek chutki zaafran shamil kar len or chehre per lagayen. Rozana istemal karen. Daagh dhabbey or chehra shaadab ho jaye ga. Mazeed natural beauty tips parhne ya download karne ke liye neeche click karen.