Long Hair Oil Hair Growth Oil Balon Ko Lamba Karne Ka Tail Balon ko lamba karne wale tail ka nuskha peshe khidmat ha. Is se istfada karen. Nuskha Keley ki jaron ka rus: Ek ser Chukandar ka rus: Ek ser Amla khushk: Ek pao Berg mehndi: Adha pao ...
Read More »Henna For Hair
Henna For Hair Henna For Hair Growth Mehndia se balon ki hifazat ka tarika Mehndi pani ma ghol len. Adhey leemu ka rus milayen (henna for hair). Char long pees kar shamil kar len. Ek anday ki zardi shamil karen. Akhir ma dar cheeni ka chota sa tukra pees ...
Read More »Hair Lotion
Hair Lotion Natural Hair Lotion Balon Ke Liye Lotion Tyar Karne Ka Tarika Balon ko set karne ke liye hair lotion istemal kiya jata hai. Ye lotion aam tor per bazar se mil jata hai. Lakin ye ghar ma bi ba asani bnaya ja skta hai. Ek cup garam ...
Read More »Natural Anti Dandruff Shampoo
Natural Anti Dandruff Shampoo Ajzaa: Anday ki zardi: 2 adad Garam pani: 350 mili litre Sirka: 2 chaye ke chamach Banane Ka Tarika: 115 mili litre pani ko alag kar len. Is ma anday ki zardiyan mix kar ke phenten. Or is amezey ko balon ma achi tarha ...
Read More »Homemade Shampoo
Homemade Shampoo Khoobsurat or chamakdar bal pana kis ki khawahish nhi hoti. Baz log balon ko pur ronaq dekhne ke liye rozana shampoo se bal dhote hain. Bazar se milne wale us chemical shampoo ma kai kisam ke masnooi ajza mojud hote hain. Jo balon ki sakht or sir ...
Read More »Hair Mask
Hair Mask Hair Mask For Dry Hair Ajzaa: Anda: Ek adad Zaitoon ka tail: 2 chaye ke chamach Shehad: Ek chaye ka chamach Acha conditioner: Ek chaye ka chamach Tarkeeb: Tamam ajzaa ko ek sath blend kar len or oven ma 20 se 25 second tak garam karen. ...
Read More »Onion For Hair
Onion For Hair Onion Juice For Hair Peyaz na sirf hamare khanon ma lazat or zaiqey ko bharata ha balke ye hamre balon ki sehat ke liye bi ek akseeri nuskhey ki hasiat rakhta hai. Do se char adad darmeyane size ke surakh peyaz len. Inhen cheel kar kadoo ...
Read More »Shiny Hair
Shiny Hair Shiny Hair Tips Baal shakhsiyat ka eham tareen hisa hain. Agar balon ki chamak maand par jaye to is ka asar numayan nazar ata hai. Or rookhey baal bani banai shakhsiyat ko khrab kar dete hain. Balon ma chamak peda karne ke liye sirkey se behtar koi ...
Read More »Dry Hair Tips
Dry Hair Tips Dry Hair Care Tips Khushk balon ke ilaj ki liye multani mitti len. Mitti ko bareek kar ke ek bartan ma rakh len or pani ma dabo den. Mitti naram ho jaye to narial ke garam tail ma shamil kar len. Ab is se bal ragar ...
Read More »Ganjapan Ka Ilaj
Ganjapan Ganjapan Ka Ilaj Aj hum ap ko peyaz ki us khasoosiyat se agah karne ja rhe hain jo na sirf ap ke balon ko girne se rokti hai balke girey huwe bal wapis lane ma bi mawun sabit hoti hai. Or is ka koi muzar sehat pehloo bi ...
Read More »