Breaking News
Bojh

Bojh

Bojh

By Sadia Azeez Afridi

Nasar moodi ka dost tha. aisa dost jo khud aap se lipat jaye k main tumhara dost hoon. Or moodi is se aise bhaagta jaise hakoomat milte hi sayasat daan awaam se bhaagta hai. Main kitni ankheein dikhata jantoo ese hoon hoon ka raag deti lekin majaal hai jo moodi k kanoo pe joon reengti aik din waqt mila to maine is se poouch hi liya keya bigara hai akhir nasir ne keoun bhaagte ho is se ? maine baat kit hi jantoon bhi meedan mein aa gai is ki ankhoon mein moodi k liye waqai gussa tha. Mufti ye waqai bohat road ho gaya hai tumhein pata hai nasir bhai poore 5 ghante wahan bargad k darakht k niche is ka intzaar karte rahe or is ne shanoo se kehlwa diya k ye ghar mein nahi keoun karta hai itna miss behave mujhe achanbha howa tha ye to bilkul hi nai baat hai moodi ne garden youn jhooka lee thi jaise is ka spring dheela ho kar is ki garden ka wazan nahi utha pa raha ho pata nahi mujhe bus sheere mein lithre howay logoon se chir ho jati hai jo zabar dusti kehte hain mujhe dekho mujhe yaad karo wo nagowari se bola mujhe nahi yaad karna kisi ko meri adat hi nahi balkay mere andar ye aik hayati fault hai mujhe yaad rakhne se zeyada yaad karwana acha lagta hai to tujhe koon kehta hai k tu ise yaad rkh khous hota rahe koi tujhe yaad karta hai tum dono hi kitne khabees ho kisi ki mouhabat ki koi qadar hi nahi jantoo boli jantobus o yaar ye mouhabat shabat nhi hoti mujh se hn bus Raja Indar bana k rakho tum dono ko to mazae mein rehte ho jahan lage kouch dena hai foran baniye ban jate ho………….Mukammal kahani parhne ya download karne ke liye neeche click karen.

Download (PDF, 4.03MB)

About Rizwan Arshad

Contact on +92-348-8709449 through call or whatsapp for any kind of request or assistance about urdupalace.com

Check Also

Izat Daar

Izat Daar

Izat Daar By Rabiya

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *