Breaking News
Home / Hair Tips / Shiny Hair
shiny hair tips in urdu

Shiny Hair

Shiny Hair

Shiny Hair Tips

 

Baal shakhsiyat ka eham tareen hisa hain. Agar balon ki chamak maand par jaye to is ka asar numayan nazar ata hai. Or rookhey baal bani banai shakhsiyat ko khrab kar dete hain. Balon ma chamak peda karne ke liye sirkey se behtar koi shay nahi hai. Safee sirka halke rang ke balon or rang dar sirka seyah or gehre bhoorey balon ke liye behtar hai. In ghareelo nuskhon se na sirf balon ki qudarti chamak barkrar rehti hai balke baal seht mand or mazboot bi hote hain. Agar ap ke baal bareek hain to geeley balon ko dry na karen. Shampoo ke bad inhen khud hi sookhney den. Jab zara khushk hon to chand minute ke liye inhen blow dry karen. Geeley balon ko mustehkim karne ka ek tarika gel ka istemal hai. Shampoo ke bad baal toliye se khushk karne or ab gel laga kar brush karen or sookhney den. Agar ap ke baal surkhi mayl hain to shampoo ke bad chaye ke pani ke sath dhone se in ka rung mazeed khubsoorat ho jaye ga. Or baal chikne hain to inhen rozana dhoyen tak ke balon ki sehat barqrar rahe. Ye sab behtreen shiny hair tips hain.

 

Shiny Hair Tips in Urdu

shiny hair

About Rizwan Arshad

Contact on +92-348-8709449 through call or whatsapp for any kind of request or assistance about urdupalace.com

Check Also

homemade anti dandruff shampoo

Natural Anti Dandruff Shampoo

Natural Anti Dandruff Shampoo   Ajzaa: Anday ki zardi: 2 adad Garam pani: 350 mili ...

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *