Breaking News
Home / Health Tips / Nazla Zukam Ka Ilaj
nazla zukam

Nazla Zukam Ka Ilaj

Nazla Zukam Ka Ilaj

 

  1. Doodh ma haldi, thora sa adrak ka ras or chutki bhar pisi kali mirch mila kar pee len.
  2. Ek cup garam pani ma 2 se 3 khaney ke chamchey saib ka sirka or hasb-e-zaroorat shehad mila kar piyen. Ye behtreen zukam ka ilaj ha.
  3. Vitamin C, dhoop or tez peyaz ki khushboo nazla zukam ka behtreen ilaj ha. Rozana ek hazar mili gram Vitamin C istemal karne se bi nazla zukam ma afaqa milta hai.
  4. Ek bari peyaz kaat kar kahen ird gird rakh len or rozana dhoop ma kuch der bethen. Ye bi behtreen nazla ka ilaj hai.
  5. Peyza kaat kar talwon per ragarne se nazla zukam ma fayda hota ha. Kyun ke is ma bukhar ko bahir nikal phenkne ki salahiat mojood hoti hai.
  6. Haldi sardi ya zukam se mehfooz rakhti ha. Magar nazla zukam se aram aa jane ke bad is ka musalsal istemal mufeed nahi rehta.
  7. Murghi ka shorba nazla zukam or thand ma mufeed kheyal kiya jata ha. Is se naal pr galey ki sozish ma bi fayda hota ha. Jisam ke safed khuliye sapahi ki tarah kam karte hain. Jo jism ko beemar karne wale berooni anasir ki rok tham karte hain.
  8. Namak mile pani se gharare karna halaq ki sozish ke liye behtar hota hai.

 

Nazla Zukam Ka Ilaj in Urdu

 

nazla zukam ka ilaj

About Rizwan Arshad

Contact on +92-348-8709449 through call or whatsapp for any kind of request or assistance about urdupalace.com

Check Also

sugar ka ilaj

Shugar Ka Ilaj

Sugar Ka Ilaj Ajza: Lehsan desi chila hua: Adha chatank Adrak desi sabz: Ek chatank ...

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *