Breaking News
Home / Romantic Novels / Madham Chiraag
ark-technology-oil_lamp_lit_01

Madham Chiraag

Madham Chiraag

By Hamza Hasan Sheikh

 

Wo chataan per bani jhonpri ke darwaze per khari thi. Doobtey sooraj ki akhir kirnen apni roshni samet kar sham hone ka elan kar rhi thi (romantic novels). Hawa ke dosh per raks karti samundar ki lehren sooraj ki kirnon se atkheliyan kar rhi thi. Sahil-e-samundar per bani is chataan per bana jhonpra door se haseen manazar pesh karta. Magar is ma rehne walo ko andaza tha ke ye kitna bheyanak ha. Wo akeli thi or is ki nigahen samundar ke wasi paniyon ma kisi ki mutlashi thin. Is ne aasaman ki janib nigah dorai to neelgon aasman per din bhar ke thakey harey parindey raat ke andhere chaney se pehle apne apne baseron ka rukh kar rhe the. Lakin wo to azad na thi. Ye soch kar wo udas ho gai. Wo apne basery hazaron meel door aa chuki thi. Wo azad ghoom phir to skti thi lakin ye azadi ghulami se zeyada kathin thi. Wo janti thi wo kitne khatarnak khel ma shareek ha. Magar majboor khamoshi thi to sirf or sirf hamu ki mohabbat ma. Wo bi isi ki tarha ek qaidi tha. Is ka asal nam to hamid tha magar wo isey pyar se hamu keh kar pukarti thi. Wo ek dusrey ko barh kar chahte the. Dono ne bhagne ki koshish bi ki magar nakam rahe. Hamu darya par karobar karta tha or sham ko wapis lotta tha. Din ki tanhai is ko kaat khane ke liye dorti thi. Wo sochon ke samundar ma gharq thi. Wo kitne khushhal gharane se taaluq rakhti thi…………………….Ye mukammal romantic urdu novels parhne ke liye neeche visit karen.

Download (PDF, 191KB)

About Rizwan Arshad

Contact on +92-348-8709449 through call or whatsapp for any kind of request or assistance about urdupalace.com

Check Also

Jab Wafa Mile

Kisi Raha Ki Chah Mein

Kisi Raha Ki Chah Mein By Naeem Naaz

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *