Breaking News
Home / Health Tips / Hichki Ka Ilaj
hichki ka ilaj

Hichki Ka Ilaj

Hichki Ka Ilaj

Hichki Ka Ilaj in Urdu

 

Yun to hichki chota sa marz ha lakin bohat takleef deh hota hai. Hichki insan ko nafseyati tor per bi pareshan kar deti hai. Hichki khatam karne ko kuch eham nuskhey darj zail hain.

  • Ek choti elaichi achi tarah chaba kar nigal lijiye. Or foran thandey pani ka ek glass pee lijiye. Hichki band ho jaye gi.
  • Kisi bi kaghaz ke bag ma gehrey or halkey sans len. Asa karne se ap ke khoon ma carbon dai oxide ki mikdar barhne lage gi or nazam-e-tanaffus oxygen lene ke liye zor lagaye ga or is doran hichki ruk jaye gi.
  • Sans rok kar ek se so tak ginti ginne se ya kanon ma ungliyan thons kar pani peene se ya pani ka ek glass 2 minute ma ahista ahista peene se hichki band ho jati hai.
  • Meetha or mazedar hone ki waja se ap ko peanut butter khane per koi aitraz na ho ga. Jesey jesey ye ap ke halak se neeche utrey ga ap ko hichki ma kami mehsoos hone lage gi.
  • Ek chamach choclate ya ovaltane khane se bi hickki ruk jaye gi.
  • Shehad ko thorey se neem garam pani ma mila kar peene se bi hichki ma afaka hota hai.
  • Meethi cheez ko hichkiyan rokne ke liye kafi azmooda paya gya hai. Lehaza cheeni khane se hichki band ho jaye gi. Ye behtreen hichki ka ilaj hai.
  • Pani ma shakkar dal kar is ka sharbat bana len. Ye sharbat peene se bi hickhi band ho jaye gi.

 

hichki ka ilaj in urdu

About Rizwan Arshad

Contact on +92-348-8709449 through call or whatsapp for any kind of request or assistance about urdupalace.com

Check Also

sugar ka ilaj

Shugar Ka Ilaj

Sugar Ka Ilaj Ajza: Lehsan desi chila hua: Adha chatank Adrak desi sabz: Ek chatank ...

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *