Breaking News
Home / Pakistani Food / Hari Mirch Ka Achar
mirch ka achar

Hari Mirch Ka Achar

Hari Mirch Ka Achar

Recipe of Hari Mirch Ka Achar

 

Ajzaa:

Hari mirch: Ek pao (bareek kati hui)

Haldi: Ek chaye ka chamach

Namak: Hasb-e-zaiqa

Tail: 4 khaney ke chamach

Kalwanji: Ek chaye ka chamach

Lehsan ke joye: 8 adad (beghair chiley bareek kate huwe)

Safed zeera: Ek chaye ka chamach (gadra gadra pees len)

Leemu: 3 adad

 

Tarkeeb:

Is sab cheezon ko mila kar do teen ghanton ke liye farige ma rakh den. Ek frying pan ma tail garam karen. Phir us ma un cheezon ko halki aanch ma halka sa fry kar len. Thanda hone per saf or khusk bottle ma band kar ke rakh len. Dheyan rakhen geela chamcha istemal na karen. Mazedar hari mirch ka achar tyar hai.

 

Mirch Ka Achar

hari mirch ka achar

About Rizwan Arshad

Contact on +92-348-8709449 through call or whatsapp for any kind of request or assistance about urdupalace.com

Check Also

degi biryani

Degi Biryani

Degi Biryani Degi Biryani Recipe   Ajzaa: Gosht: Derh kilo Chaawal (Saila): Ek kilo Ghee: ...

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *