Breaking News
Home / Hair Tips / Hair Care Tips
hair care

Hair Care Tips

Hair Care Tips

Hair Care Tips in Urdu

 

  1. Tootey huwe dandano ki kanghi kabhi istemal na karen.
  2. Dusre ki istemal shuda kanghi / kangha istemal karne se parhez karen.
  3. Sir dhone ke liye thanda pani istemal karen. Albatta sardi ke mosam ma halke garam pani se sir dhoyen. Tez garam pani se kabhi sir na dhoyen. Is se sir ma khushki peda ho jati ha. Balon ki jaren kamzor hone ki waja se baal girne lagte hain.
  4. Nahane se pehle baalon ma tail laga len is se baalon ki jaren mazboot hoti hain.
  5. Bazari khushboo dar tail ki bajaye narial or sarson ka khalis tail istemal karen.
  6. Kabhi kabhi neem garam pani ma thora sa sirka or leemu ka araq mila kar is se sir dho liye karen.
  7. Khush rehne ki koshish karen. Khush rehne or baalon ki tandrusti ma bohat gehra taluq ha. Chir chirey pan, fikr-o-khof se sir ki shareyano tak khoon ki rawani ma baqaydgi na hone se baalon per asar parta ha. Damaghi pareshaniyon ke waqat ap 10 se 12 minute baalon ma kanghi karen. Ye baalon ke liye faydey mand ha or behtreen hair care tips ma shamil ha.

hair care tips

About Rizwan Arshad

Contact on +92-348-8709449 through call or whatsapp for any kind of request or assistance about urdupalace.com

Check Also

homemade anti dandruff shampoo

Natural Anti Dandruff Shampoo

Natural Anti Dandruff Shampoo   Ajzaa: Anday ki zardi: 2 adad Garam pani: 350 mili ...

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *