Breaking News
Home / Health Tips / Ginger Benefits
benefits of ginger

Ginger Benefits

Ginger Benefits

Ginger Health Benefits

 

Adrak Ke Faydey

Medey ke jumla amraz ma adrak mufeed ha. Ye dast awar bi ha or qabiz bi. Taza adrak pisi hui adhi chamach lijiye. Is ma ek chamach pani, ek chamach leemu ka ras, ek chamach podeney ka ras or ek chamach shehad milayen. Ye marakkab wo log din ma 3 bar chaat len jin ko matli, qay, bad hazmi, yarqan ya bawaseer ki shikayat ho. Ye nuskha in beemarion ka shafi ilaj ha or ye behtreen ginger benefits ki list ma shamil ha. Adrak reyah ko tehleel karti ha. Bhook kam lagne ki soorat ma bi adrak ka istemal kijiye. Pait ka dard or aphara door karne ke liye bi adrak khai jati hai.

Agar apna haazma darust rakhna chahte hain to khane ke bad taza adrak ka ek chota sa tukra chaba len. Is nuskhe se zuban ki mail bi utarti ha or meda kai beemarion se pak rehta hai. Agar jigar ki kharabi ke bais pait ma pani jama ho jaye to mareez ko adrak ka pani pilayen. Ye pani peshab awar ha or pait ka sara pani nikal deta ha. Adrak antariyon ki sozish bi khatam karti hai.

Benefits of Ginger

ginger benefits

About Rizwan Arshad

Contact on +92-348-8709449 through call or whatsapp for any kind of request or assistance about urdupalace.com

Check Also

sugar ka ilaj

Shugar Ka Ilaj

Sugar Ka Ilaj Ajza: Lehsan desi chila hua: Adha chatank Adrak desi sabz: Ek chatank ...

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *