Breaking News
Home / Health Tips / Fig Benefits
maxresdefault

Fig Benefits

Fig Benefits

Fig Health Benefits

 

Anjeer ke andar protein, maadni ajza, shakar, calcium or phosphors paye jate hain. Dono anjeer yani khusk or tar ma Vitamin A or C kafi mikdar ma hote hain. Vitamin B or D kaleel mikdar ma hote hain. In ajza ke pesh-e-nazar anjeer ek mufeed ghazai dawa ki hasiat rakhta hai. Is ka istemal hadiyon ko mazboot banata ha. Is ma folad, calcium or phosphors jese ajza shamil hain. Mahreen ka kehna ha ke ek anjeer insani jisam ko darkar folad ki do feesad zaroorat ko poora karta ha. Is ma kuch khas kisam ki calories bi pai jati hain. Lehaza wo log jo apna wazan ghatana chahte hain is ka zaroor istemal karen. Kyun ke ek anjeer ma sirf 47 calories hoti hain. Khoon ke dabao ka shikar afrad ke jisam ma sodium or potassium ki satah mutnasib nhi rehti or anjeer ka istemal is mutnasib ko bahaal karne ma nehayat mufeed sabit huwa ha . Potasssium se bharpoor anjeer blood pressure ko kam kar skti ha. Anjeer ma shamil antioxidant kisi bi deegar phal ki nisbat zeyada meyari hote hain or ye marakbaat asey maadon ko kharij kar dete hain jo khoon ki naliyon ko nishana banate hain. Is ke elawa ye antioxidant cancer se bachao ko mojab bi hain.

Fig Benefits in Urdu

 

fig benefits

About Rizwan Arshad

Contact on +92-348-8709449 through call or whatsapp for any kind of request or assistance about urdupalace.com

Check Also

sugar ka ilaj

Shugar Ka Ilaj

Sugar Ka Ilaj Ajza: Lehsan desi chila hua: Adha chatank Adrak desi sabz: Ek chatank ...

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *